31 March 2011

Life is Beauty


Life is beauty, admire it.

Life is bliss, taste it.

Life is a dream, realize it.

Life is a challenge, meet it.

Life is a duty, complete it.

Life is a game, play it.

Life is a promise, fulfill it.

Life is sorrow, overcome it.

Life is a song, sing it.

Life is a struggle, accept it.

Life is a tragedy, confront it.

Life is an adventure, dare it.

Life is luck, make it.

Life is too precious, do not destroy it.

Life is life, fight for it.

Why God Gave Us Friends

GOD Knew That Everyone Needs
Companionship And Cheer,
He Knew That People Need Someone
Whose Thoughts Are Always Near.

He Knew They Need Someone Kind
To Lend A Helping Hand.
Someone To Gladly Take The Time
To Care And Understand.

GOD Knew That We All Need Someone
To Share Each Happy Day,
To Be A Source Of Courage
When Troubles Come Our Way.

Someone To Be True To Us,
Whether Near Or Far Apart.
Someone Whose Love We'll Always
Hold And Treasure In Our Hearts.

That's Why God Gave Us Friends

Today I Saw a Butterfly



Today I saw a butterfly,
as it floated in the air;
Its wings were spread in splendor,
Unaware that I was there.

It was such a thing of beauty,
It was a sight to see;
It was the perfect masterpiece,
Full of grace and majesty.

I found myself thinking,
to what can this compare?
And then, of course, I thought of you,
And I wished that you were there.

God sure was extra careful,
When He formed and fashioned you;
You too, became a masterpiece,
Yet God is still not through.

He's daily making changes,
that other folks can't see;
You're already true perfection,
At least you are to me.

MOTHERS



29 March 2011

Muje tanha chor kar ,



jis ko me ne chaha tha,
sari hadin tor kar kar,
as us ne dekha tak nahi,
apni nighahain mor kar ,
jab wo mare pas se,
to dukh howa ye jaan kar,
k wo fard bi tanha ho gaya,
muje tanha chor kar.......,,,,,



..............(¨ `v´¨ )
.................`-.¸.-`
................|*` `*|
.................|......|
.................|......|
................. \,,.~
.~*\ .............~**~...~*\../`*~. ~**~-,
.\.....\¸,.~*\/..../\.....\... ..V...../ ...(_)...\
..\.............\.....\/..../. \........ ./\......¸,.~*
....\¸,.~*´¨..`.-.,¸¸,.-`..\,¸ ¸,./..... ..,¸¸,`.\
..~**\./``*/ ~**~. .~*\..../*~.
...\....\/.../...../\.....\... ..|..|... ..|
....\......./......\/..../\... ...\/.... ./
...../__/...`..,¸¸,.-`*••.•´¯` •.•

╔════●๋•═══════●๋•════╗ ►- WeLcOmE 2 My Friends-◄ ╚═════● ๋•═══════vvv●๋•═══╝


I am cute as this

´´´´´´´´´´´´´´¶´´¶´´´¶¶
´´´´´´´´´´´´´´¶´¶¶´¶¶
´´´´´´´´´¶¶¶¶´´´´´´¶¶¶¶¶¶
´´´´´´´¶¶´´´´´´´´´´´´´´´´¶¶
´´´´´¶¶´´´´´´´´¶¶´´´´´´´´´´¶¶
´´´¶¶´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´¶¶
´´¶¶´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´¶¶
´´¶´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´´¶´¶
´¶´´´´´´´´´´´´´´´´¶´´´´´´´´´´´´´¶
´¶´´´´´´´´´´´´´¶¶¶¶´´´´´´´´´´´´´´¶
´¶´´´´´´´´´´´´¶¶´¶´´´´´´´´´´´¶´´´¶
´¶´´´´´´´´´´¶¶¶¶¶¶´´´´´´´¶¶¶¶´´´´¶
´¶´´´´´´´´´¶¶¶¶¶¶¶´´´´´´¶¶´´¶´´´´¶
´´¶´´´´´´´´¶¶¶¶¶´¶´´´´´¶¶¶¶¶¶´´´¶
´´¶¶´´´´´´´¶´´´´´¶´´´´¶¶¶¶¶¶´´´¶¶
´´´¶¶´´´´´´¶´´´´¶´´´´¶¶¶¶´´´´´¶
´´´´¶´´´´´´¶´´´¶´´´´´¶´´´´´´´¶
´´´´¶´´´´´´¶¶¶¶´´´´´´´´´¶´´¶¶
´´´´¶¶´´´´´´´´´´´´´´´¶¶¶´´¶
´´´´´¶¶¶´´´´´´´¶¶¶¶¶´´´´´´¶
´´´´´´´´¶¶¶´´´´´¶¶´´´´´´´¶¶
´´´´´´´´´´´´¶¶´´´´´¶¶¶¶¶¶´
´´´´´´´´´´¶¶´´´´´´¶¶´¶
´´´´´´´¶¶¶¶´´´´´´´´¶´¶¶
´´´´´´´´´¶´´¶¶´´´´´¶´´´¶
´´´´¶¶¶¶¶¶´¶´´´´´´´¶´´¶´
´´¶¶´´´¶¶¶¶´¶´´´´´´¶´´´¶¶¶¶¶¶¶
´´¶¶´´´´´´¶¶¶¶´´´´´¶´¶¶´´´´´¶¶
´´¶´´´´´´´´´´¶¶¶¶¶¶¶¶´´´´´´´´´¶
´´´¶¶´´´´´´´´´¶´´´¶´´´´´´´´´´¶
´´´´¶¶¶¶¶¶¶¶¶¶¶´´´¶¶¶¶¶¶¶¶¶¶¶"

~~~~~*~~~~~~
C ~*~*~*~courteous
U ~*~*~*~unique
T ~*~*~*~true
E ~*~*~*~everlasting
~~~~~*~~~~~~
~~~~~*~~~~~~....

A ~*~*~*~admirable
N ~*~*~*~nice
D ~*~*~*~decent
~~~~~*~~~~~~
~~~~~*~~~~~~....

S ~*~*~*~sensible
W ~*~*~*~whimsical
E ~*~*~*~elegant
E ~*~*~*~efficient
T ~*~*~*~terrific
~~~~~*~~~~~~

27 March 2011

Tujhy zindgi ka shaaor tha tera kia bana?


Tujhy zindgi ka shaaor tha tera kia bana?
To khamosh kiu hy mujhy bta tera kia bna???

Nai manzlo ki talash thi jo bichar gay.Tearful Love
Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume muskurane ki !
main bichar k tum se bhatak geya tera kia bna?????

Mujhy ilaam tha k shikast mera naseeb hy.
To umeed waar tha jeet ka tera kia bana?????

Jo naseeb se teri jung thi wo meri b thi..
main tu kamyab na ho ska tera kia bana????

Tujhy deakh k un laga k khush hy tu..
Tery bolny se pata chala k tera kia bana.....

" kash ky aysa hota"

kash mere bus mein bhi hota
tujh se "gafil"ho jana............
"hum bi sakon se rehty.........
"be khabar"
" teri tarha"
" kash ky aysa hota"


Teri har chap se jalte hain khayalon mein chirag...

teri har chap se jalte hain khayalon mein chirag
jab bhi tu aye jagata hua jadu aye
tujhako chhu lun to phir ae jan-e-tamanna mujhko
der tak apne badan se teri khushbu aye
tu bahron ka hai unwan tujhe chahunga

Dil kii baaten dil hi jaane


Puuchh na mujhase dil ke fasaane
dil kii baaten dil hi jaane

vo din jab ham un se mile the
dil ke naazuk phuul khile the
mastii aankhen chuum rahi thi
saarii duniyaa jhuum rahi thi
do dil the vo bhii deewane

dil kii baaten dil hi jaane

vo din jab ham duur huye the
dil ke shiishe chuur huye the
aaii Khizaan rangeen chaman main
aag lagii jab dil ke ban main
aayaa na koii aag bujhaane

dil kii baaten dil hi jaane

kuch ishq tha kuch majbori thi soo main ne jeewan waar dia


kuch ishq tha kuch majbori thi soo main ne jeewan waar dia
main kaisa zinda admi tha ik shakhs ne mujh ko mar dia

woh ishq bohat mushkil tha per aasan na tha youn jeena bhi
uss ishq ne zinda rehne ka mujhe zarf dia pindaar dia

ik sabz shakh gulab ki thi ik duniya apne khwab ki thi
woh aik bahar ju ayi hi nahi uss kay liye sub kuch waar dia

yeh saja sajaya gher saqi meri zaat nahi mera haal nahi
aye kash kabhi tum jaan sako ju iss sukh ney azaar dia

main kholi howi ik sachaei mujhe janney wale jante hain
main ney kin logon se nafrat ki our kin logon se pyaar kia

KUCH LOOG BADAL GAYE HAIN ..


Is raat ki.. tanhaeeyo ke
Sab rang badal gaye hain
Chand nikla hai waise hi
Andhere badal gaye hain
Jinke bharose thi khusiyan
Wo badal gaye hain
Manzile to abb bhi wo hi hain
Kuch rastay badal gaye hain
Jinpe kiya tha bharosa humne
Wo dost bicharr gaye hain
Dakhe thay kabhi jo humne
Wo kahwab badal gaye hain
Jo banay thay kabhi hamsafar
Aaj wo hi mukarr gaye hain
Ais tutay huye dil kay saray..
jazbaat badal gaye hain
Na badle kabhi hum
Na badle hamaray khayalat
Bas rona hai yahi......
KUCH LOOG BADAL GAYE HAIN ..

wafa k shish mahal mein saja liya main ne

wafa k shish mahal mein saja liya main ne
wo ek dil jise patthar bana liya main ne

ye soch kar k na ho taak mein khushi koi
gamon ki ot mein khud ko chupa liya main ne

kabhi na khatm kiya main ne roshani ka muhaz
agar chirag bujha, dil jala liya main ne

BARI HASEEN RAAT THI


CHARAG_E_AFTAB GUOM
BARI HASEEN RAAT THI
SHABAB KI NIQAB GUOM
BARI HASEEN RAAT THI
MJY PILA RHEY THEY WO
...K KHUD HI SHAMA BUJH GAI
GLASS GUOM ..SHARAB GUOM
BARI HASEEN RAAT THI
LIKHA THA JISS KITAB MEIN K
AISHQ TU HARAM HY
HOI WOHI KITAAB GUOM
BARI HASEEN RAAT THI
SAWAL GUOM ....JAWAB GUOM
BARI HASEEN RAAT THI,,,,

Meri TakmeeL Main Hissa Hay Tumhara Bhi "FARAZ"


Meri TakmeeL Main Hissa Hay Tumhara Bhi "FARAZ"
*Mein Agar Tujh Say Na MiLta To Adhoora Hota<<

*Ansu bhi ajj rawani se beh rahe hain "mudasir"


*Ansu bhi ajj rawani se beh rahe hain "mudasir"
*Lagta hai k ajj unse judai ka gham AROOJ per hai

Ab to milan ka koi imkan baki nahi rha mudasir*


Ab to milan ka koi imkan baki nahi rha mudasir*
khyn teri tarasti ankhon mein intezar baqi hai

Hamari Hansi Main chupy dard ko Mahsoos to kar...

Hamari Hansi Main chupy dard ko Mahsoos to kar...
*Hum to youhi hans hans k khud ko saza dy rehay hain.

Us ke khaloos ne Barbad ker diya hai...

Us ke khaloos ne Barbad ker diya hai... Faraz,*Fareb deta tu kab ke sambhal gaye hotey...!

"Wafa"

Mana k tum guftugu k mahir ho Faraz*
wafa k lafz pe aatko tu yaad kar leena

TUM KESI MUHABT KRTI HO ?



MIAN AESI MUHABT KRTA HON,
nakaam nhi,nashad nhi,
main keas nhi farhad nhi
punno b nhi ranjha b nhi,
met b nhi ranjha b nhi,
wo loog tu bas afsana thy,
is shidat se begana thy,
main zinda ek haqeeqat ho , sar ta pa jazb e ulfat ho
main tum ko deakh k jeeta ho. har lamha tum pe marta ho,
main aesi muhbt krta hon,TUM KESI MUHABT KRTI HO ?
jis cheez ko hath lagati ho us cheez ko chota rehta ho, main wohi pe betha rehta ho
main aesi muhbt krta hon,TUM KESI MUHABT KRTI HO ?

26 March 2011

Kiya Saza Di Hay Mohabat Ney - Poetry

Phir Kisi Yaad Nay Raat Bhar Hay Jagaya Mujh Ko
Kiya Saza Di Hay Mohabat Nay Khudaya Mujh Ko

Din Ko Aaram Hai Na Rat Ko Hay Chain Kabhi
Janay Kis Khaak Say Kudrat Nay Banaya Mujh Ko

Dukh To Yeh Hay Keh Zamanay Main Milay Ghair Sabhi
Jo Mila Hay Woh Mila Ban Kay Paraya Mujh Ko

Jab Koi Bhi Na Raha Kandha Mere Ronay Ko
Ghar Ki Deewaron Nay Seenay Say Lagaya Mujh Ko

Yub To Umeed-E-Wafa Tum Say Nahein Hay Koi
Phir Charaghon Ki Tarah Kis Nay Jalaya Mujh Ko

Bewafa Zindagi Nay Jab Chor Diya Hay Tanha
Maot Nay Piyar Say Pehloo Main Bithaya Mujh Ko

Woh Diya Hoon Jo Mohabat Nay Jalaya Tha Kabhi
Gham Ki Andhi Nay Subah Aur Shaam Bujhaya Mujh Ko

Kaisay Bhoolon Ga Tere Saath Guajare Lamhay
Yad Aata Raha Julfon Ka Hi Saya Mujh Ko,,

To Tum Yaad Aatey Ho - Poetry

Jab Kabhi Choudhwen Ka Chand Dekhon
Tum Yaad Aatey Ho

Jab Kabhi Subha Ki Pehli Kiran Dekhon
To Tumhari Muskurahat Yaad Aati Hai

Jab Kabhi Souraj Ko Dhalta Dekhon
To Tumharey Gham Yaad Aatey Hain

Jab Kabhi Parindon Ki Chechahat Sunoo
To Tumhari Madham Madhosh Awaz Sunai Day

Jab Kabhi Gulab Ko Khilta Dekhon
To Tumharey Labb Yaad Aaye

Jab Kabhi Barstey Badal Dekhon
To Tumhari Yaad Main DoobiWoh Shaam Yaad Aaye

Jab Kabhi Ghazal Main Tumhara Tazkara Karon
To Tumharey Khushboo Main Bassey Khat Yaad Aaye

Jab Kabhi Barish Main Moti Ki Manind Chamkti Boond Ko Dekhon
To Tumhari Piyasi Ankhin Yaad Aaye

Jab Kabhi Koi Prem Katha Perhon
To Tumhara Bepanah-Wa-Bechain Piyar Yaad Aaye

Jab Kabhi Andheri Raat Main Chamktey Sitaron Ko Dekhon
To Tumhari Nazroon Ki Shirarat Yaad Aaye

Jab Kabhi Samnder Ko Kinarey Se Takrata Dekhon
To Tumhari Woh Mulaqaat Yaad Aaye

Jab Kabhi Chand Ko,Phool Ko,Barastey Badlon Ko Dekhon
To Tumhari Yaad Aaye

BussJab Jab Main Saans Loon
To Tum Yaad Aatey Ho!!!

Jo Tumhein Dekha - Poetry

jo tumhein dekha toh maloom huwa kisse haseen kehte hein
nazar parhi toh jaana karishma-e-kudrat kisse kehte hein

lub se jarhte hein phool tere, jo sach hai woh kehte hein
rahat hai tumhari baaton mein hum bhi dil ki baat tum se kehte hein

aankhon se meh barasta hai k inhein meh ka pyaala kehte hein
jo dekhe unhein ho jaye uss se nasha , saare sharaabi yeh kehte hein

jaadu aisa jaise pari ho, yeh baat arsh se farsh tuk sub kehte hein
murrjaye woh zalim jo inn adaaon ko nazar lagaye yeh khuda se kehte hein

kissi aur se dil lagayein gey na ab sachey dil se kehte hein
maut aajaye jo kissi ko dost banayein kasam kha ker kehte hein

naheen mil paaye ga kabhi koi tum jaisa da'wey se kehte hain
jag mein nahe aisa dosti nibhaane wala, talash ker ke kehte hein

chaand falak pe hai yaqeen naheen jo sub kehte hein
aik chaand zameen pe bhi hai dil, dhadkan, zaban kehte hein

roshan ker ke jahan ko aftaab galat sub kehte hain
diya bann ker tumne dil ko roshan kiya, tajurbe se kehte hein

mil jaaye tum jaisi samjhdar, hurr mushkil mein kehte hein
haan tumne hurr mushkil aasan ki faqar se kehte hein

sunn lo zamane walon asal dost isse kehte hein
humein jo aliza mili, zindagi khili, shuker khuda ka kehte hein.... :)

Bara Naazuk Hai Dil Mera! - Poetry

Main Kaise chor don Jeena bari mushkil se sekha hai,
Piyala zeher ka peena bari mushkil se seekha hai,

Nahi ye ho nahi sakta main nafrat bhi karon tumse,
k maine pyar hi karna bari mushkil se seekha hai,

bara naazuk hai dil mera, is ka aitbar zara kar lu,
Tumhare dard ko sehna bari mushkil se seekha hai,

Main sab k saamne keh don mujhe tumse muhabat hai,
tumhare saaamne kehna bari mushkil se seekha hai...!

Khatam Ho.... - Poetry

nahen gila uss intezaar se jo terey deedar pe khatam ho
lekin phir bhy gawara ho woh din jo tujhe dekhe bagair khatam ho

kaheen aisa na ho ke bana anjaam yeh kahani khatam ho
anjaam sahi lagta hai haal, per khuda na kere ke aise khatam ho

mil jaye jo raza rab ki, sab ki toh shab-e-faraq khatam ho
hai waada tub tuk tujhe chahne ki waja na khatam ho

hurr shaqs yahii chahta hai ke mera pyar khatam ho
hai intezaar kub yeh sunte sunte apni saans khatam ho

koi toh sun lo meri chah iss se pehle ke zindagi khatam ho
hum bhy chahte hein ke ho magur leke hathon mein haath khatam ho

na jaane gile shiqwe ka silsila kub khatam ho
khabar hai k juld hii teri narazgi khatam ho

jo chaha nahe tha woh hone ka dukh khatam ho
itna chahne ke bawujood duriyoon ka afsos khatam ho

ab bus nazam likhne ko mawad khatam ho
ruk ja kalam na kahin parhne wale ka hausla khatam ho....

May Be Its ME That I Am Searching For.. - Poetry

I aM A lOnElY RoAd oF BrOkEn dReAmS,,
ItS A BoUlEvArD tHaT I Am sEaRcHiNG FoR

tHeSe sTaRs r aLl sO DuLl
iTs a mOoN ThAt I Am sEaRcHiNg For..

HaPpInEsS Is sO AnGrY At mE,,
ItS A LiFe tHaT I Am sEaRcHiNg fOr,,

tHeRe iS A CrOwD ArOuNd mE At aLl tImEs
iTa a fRIeNd tHaT I Am sEaRcHiNg fOr,,

mY LiFe iS JuSt lIkE A PaTh,,
iTs a dEStInAtIoN ThAt i aM SeArChInG FoR,,

DoNt kNoW WhAt iS It tHaT I HaVe lOsT,,
MaY Be iTs "ME" tHaT I Am sEaRcHiNg fOr,,,

22 March 2011

MAA (beautiful relation)

1-Agar tum 70 sal tak Khana-e-Kaba ka Tawaf kar k Us ki Nekiyan Apni MAA ko Gift do Phir bhi Tum us QATRe ka Bojh Halka nhi kar sako gay Jo apki Badsalooki ki waja sy Aap ki Maa ki Ankh sy gira tha

2-Apni MAA sy unchi awaz mai bat karny wala dono jahano mai barbad hotah hai

21 March 2011

Meri Zaat Zarra-e-Benishan

Meri Zaat Zarra-e-Benishan

Mai woh kis tarah se karon Bayaan?
Jo kiye gaye hen sitam yahan...

Sune koun meri ye dastaan?
Koi hum nasheen hai na Raaz'daan...

Jo tha jhoot woh bana sach yahan,
Nahin khooli mai ne magar zaban...

Ye akela pan ye udasiyaan,
Meri zindagi ki hai tarjuman.

Meri zaat zarra-e-Benishaan
Meri zaat zarra-e-Benishaan

Lekhan. Vich vichory reh gaye,

Lekhan. Vich vichory reh
gaye,

athro ro ro thory reh gaye,

ik na manni onny meri,

hath v mery jory reh gaye,

jandi vari chad gaya mennu,

pijjey waal nichory reh gaye,

Eid di fajry mur nae aaya,

motiye day phul toray reh
gay,

hun tay aa k mil sanwal nu,

zindgi day din thory reh gay.

Ghazab Ka Nakhra Ajeb Ye Style Hy

Ghazab Ka Nakhra Ajeb Ye
Style Hy

Msg Nhi Krte Or Kehte Ho
Mere Pas Mobile Hy

Kanjoosi Ki Had Tu Dekho

Ye Parh Kr B Aap K Chehre Pr
SMILE Hy.

Tussi Hasde yo sanu hasaan vaaste

Tussi Hasde yo sanu hasaan vaaste
tussi rone yo saanu rovaan vaaste
ek vaar rus ke ta vekho sohneyo
Marr javange tuhanu manaan vaaste

To Nai aaya Teri yad Aa Gai,

to nai aaya teri yad aa gai, o wada yar wfa kar gai,eaa kmi rai tere aawn di,be cheni chain tba kar gai,konda khrkia sotya kai wari,men smjia asar doa kar gai,oth oth k wekhea ha kuj v nai,mere nal mazaq hwa kar gai

Boy: “I Love U” ki hunda hai? (Joke)

Boy: “I Love U” ki hunda hai?
Girl: Mein tere naal pyar kardi han.
Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya
tenu mere naal pyar ho gaya !!

THANDI THANDI WA WAG DI

THANDI THANDI WA WAG DI
KURIUOO TAWAN NU THAND NIAN LAG DI

THANDI THANDI HAWA CHALTI HAY
KURI TO THANDI NAHIN LAGTI HAY

Arz Kia Hai,

Main MAJJH Wechi Me GAAN Wechi....

Wah Wah Wah

Main MAJJH Wechi Me Gaan Wechi,

Meri Appni C Mein Taan Wechi... ;->

Waris shah Patther Zehan gulaab Nai Honday,,

waris shah patther zehan gulaab nai honday
korey waraq kitaab nai hunday

j kar laaiye yaari sajna
fer yaraan naal hisab nai hundy

Baita 2 his father:

Baita 2 his father:
"abba ethay a ja
His mother: baita abbu nu izzat nal bulai da ae
baita corrects himself and said
"ABBA" izzat nal ethay a ja

A Blessed Happy Birthday

Before The Clock Reach The 12

I Should Take The Opportunity

To Wish You A Brand New year

Of Your Life ...!!


A Blessed Happy Birthday

khuda kry teri znidgi mian sada bahar rehy

khuda kry teri znidgi mian sada bahar rehy
khushi hr lamha tujh pr nesaar rahy
kabhi tujh pe na barsy gham ka badil
tu hamesha muskrahto se doochaar rehay
tujhay phol ki reda jesi milay ezat
khuda kry tera esa dunia main krdar rehy
tujh dekh kr hr koi kry......
to bhi meri tarha pur israr rehy
yay ye NAJMI ki dua k to mna ta rehy salgira ta abd

tujh pe brsta abr,e gohar bar rehy

Happy Birthday Dear Friend!

It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend
It must have been a rainy day
when you were born,
but it wasn’t really rain,
the sky was crying because
it lost his most beautiful angel…
happy birthday dear friend

Happy Birthday……. (Wish)

You are really very special,

and deeply loved for what you do,

So you are wished a Happy Birthday,

With lots of pleasure all for you…

I love You Sweetheart!

Happy Birthday…….

( DUAA )

Ya ALLAH humein ata kar..
aisi mafi jis k bad gunah na ho,aisi hidayat jis k bad gumrahi na ho,aisi raza jis k bad narazgi na ho,aisi rehmat jis k bad azab na ho,aisi izzat jis k bad zillat na ho "Ameen"

Woh Mujh Tak Ane ki Rah Chahta Hai

Woh Mujh Tak Ane ki Rah Chahta Hai

Lykin Meri Mohobat ka Gwah Chahta hai

Khud to Badlty Mosam ki Tarhan hai

Or mere ishq Ki Intiha Chahta hai

Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana

Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana
Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana

Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain
Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain
Ye Hanseen Shamen Bujhaane ke Liye Mat Aana

Pyar ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai
Chahne Walon ki Takdeer Badal Sakti Hai
Hoon Bebas Ye Batane ke Liye Mat Aana

Mujhse Milne ki Agar Tumko Nahi Chahat koi
Tum Sirf Rasmen Nibhane ke Liye Mat Aana

Its my New Poem,

Nazar nazar se kabi dil se ho k guzra hu,
rahe,ishq main mgr mushkil se ho k guzra hu,
zra sbr kro imtihan le lena,
abi to ishq ki manzil se ho k guzra hu

Bikhar gya haI woh bhi meri zaat ki tarah shaayd,

Bikhar gya haI woh bhi meri zaat ki tarah shaayd,
moti chunta rehta hai tootey HOY khwaab ki tarah shaayd.

Maana k woh naraz hai mUjh se lekn
yaad toh krta hoga kisi bt pe shaayd.

Ab woh rfaqat hi na rahi phr bhei
dil e nadaan us ke trf maail hai phr bhe shayd..

woh mere naseeb mein meri qismat mein ab kahn
Hath ab bhi dua main uske lye uthta hai shaayd.

Ab toh usko maangna bhi chorh diya
jo mera tha bus mera hi tha shayd ..

"Mani" ab toh bhul bhi jaa usko
jis ne tjhe chor dya kisi k lye shayd.

Rasm-e-ulfat zara sarkar nibha kar sona...

Rasm-e-ulfat zara sarkar nibha kar sona

Rasm-e-ulfat zara sarkar nibha kar sona
Mere tasavur ko seeney se laga kar sona

Choom lene do hamen nargasi ankhen apni
Phir baray shouq se palkon ko jukha kar sona

Marmari bahain kahin dukh na jayen
Karwat lene main reshmi bistar pe phoolon ko bichha kar sona

Mera dawa hai k parwaane tumhain dhondain gai
Imtehan chaho to phir shamma bujha kar sona

Lag na jaye kahin betaab sitaaron ki nazar
Chand se chehry ko anchal main chupa kar sona

Zindgi ek gift hai.. (kabol kejiye)

Zindgi ek gift hai..
(kabol kejiye)
Zindgi ek ehsas hai..
(mahsos kejiye)
Zindgi ek dard hai..
(bant lejiye)
Zindgi ek pyaas hai..
(pyar dejiye)
Zindgi ek milan hai..
(muskra lejiye).
Faizan
Zindgi ek judai hai..
(sabar kejiye).
Zindgi ek ansoo hai
(pee lejiye).
Zindgi akhir zindgi hai
(jee lejiye).

Labon ki sersarahat se.

Labon ki sersarahat se.
badan k choor hony tak.

Main tujh ko is tarah chahoon.
K meri saans ruk jaye.

Khataon par khata’ain hon.
Na ho kuch baat kehne ko.

Main tujh main yoon sama jaoun.
K meri saans ruk jaye.

Na himmat tujh main ho baqi.
Na himmat mujh main ho baqi.

Magar itna qareeb aaoun.
K meri saans ruk Jaye.

Tere honton pe jab rakhoon.
Main apny hont kuch aise.

Ya teri pyaas bujh jaye.
YA MERI SAANS RUK JAYe.

Wafa karne se mat darna sila jane khuda jane...

Wafa karne se mat darna sila jane khuda jane...

Diye rah main jalatay ja hawa jane khuda jane...

Khizan k kahoaf se mali buzdil ho nai sakta...

Chaman abad rakh baad-e-saba jane khuda jane...

Mareez-e-ishq ko dilbar dava ki kya zarurat hai...

Maraz jane dava jane, Shifa jane, Khuda jane...

Woh Apne Ghar Chala Gaya Afsos Mat Karo,

Woh apne ghar chala gaya afsos mat karo
Itna hi us ka saath tha afsos mat karo

Insaan apne aap main majboor hai bohat
Koi nahi hai bewafa afsos mat karo
...
Is baar tum ko aane main kuch dair ho gayi
Thak haar ke woh sogaya afsos mat karo

Duniya main aur Chahne wale bhi hain bohat
Jo hona tha so hogaya afsos mat karo

Is Zindagi ke mujh pe kayi qarz hain magar
Main jald laut aoongi afsos mat karo

Yeh dekho phir se aagayin Phoolon pe titliyan
Ek roz woh bhi aayega afsos mat karo

Woh tum se aaj door hai kal paas ayega
Phir se ALLAH milayega afsos mat karo

Bekaar gee pe bojh liye phir rahe ho tum
Dil hai tumhara Phool sa afsos mat karo...

Ek dost bola tu shadi kis se karega?

Ek dost bola tu shadi kis se karega?
.....Mein ne kaha mein shadi shuda hon.

Kehne... laga kon hai tera jeewan sathi?
......Mein ne kaha yadain hain kisi ki.
......
Kehne laga kis ne parhaya tha tera Nikah?
..........Mein ne kaha mustaqbil ke khwabon ne.

Wo bola kesi guzar rahi hai zindagi?
............Mein bolne hi wala tha k aankhon se aansu chalak paray.

Wo bola usay chhor kyun nahi deta?
..........Mein ne kaha
HAQ-MEHAR mein apni Zindgi likhi hoi ha.....!!!

Tum Bin Jia Kaisy?

Tum bin jia kaisy. Kaisy jia jay tum bin sadyon se lambihai ratain sadyon se lamby hoy din, A jao lot kr tum ye dil keh raha hai.
Phir sham tanhai jagi phr tum yad a rehy ho.Phir jan nikalny lagi hai phir mujh ko tarparehy ho. Is dil main yadon k mely hai Tum bin bhot akely hai. A jao lot kr tum ye dil keh raha hai.kia kia no socha tha main ne. kia kia sapny sajay. kia kia no chaha the dil ne kia kia arma jagay. Is dil so tufan guzarty hai Tum bin to jity no marty hai. A Jao lot kr tum ya dil keh raha hai.Tum bin kasa jia jay

Talism-e- ishq tha sub,us k sath hone tak.

Talism-e- ishq tha sub,us k sath hone tak.
Khyal-e-dard na aya nijaat hone tak..

Milla ta hijer k rasste mein subha ki Maanind.
Bichher gya tha musafir se raat hone tak..

Ajeeb rang Badalti hai us ki nagri bhe.
Her ik nehr ko daikha Faraat hone tak..

Wo is kamal se khaila tha ishq ki bazi.
Mein apni jeet samajhta tha maat hone tak..

Mein usko bhoolna Chahonto kia keron Mohsin!!
Wo mujh mein Zinda hai khud meri Zaat hone tak..

Khat Likh Raha Hoon Ehd-e-Mohabat Ko Tor Kar

khat likh raha hoon ehd-e-mohabat ko tor kar
kagaz pay anssuon ki jaga chorr chorr kar
tu fikar mand kion hay meray dil ko tor kar
main khud he ja raha hoon tera shehr chorr kar
kal raat likhnay baitha tha ghazal teray naam ki
Alfaz samnay thay kharay haath jorr kar
main jis main dekhta tha tera aks mohsin
tu nay he rakh dia wo aaina torr kar

KUCH TO HY TU BADAL GYA HY!

KUCH TO HY TU BADAL GYA HY!
.
Wo teri ankhon k khawb sary wo batin sari hisab sary swal sary
Jwab sary
Wo khushain sari
Azab sary
nsha tha jo wo utr giya hy,
.
KUCH TO HAI TU BADAL GYA HAI! Jo tery milny ki arzo thi
Jo tujko pany ki justju thi
Hui jo chahat abi shuro thi
Jo teri ankhon main roshni thi jo teri baton ki rangini thi
Jo teri sanson ki tazgi thi
Jo try lehjy main chashni thi wo sra meetha pighal gya hy
.
KUCH TO HY TU BDAL GYA HY"

Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga

Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga
Dekhoon ga nahi phir bhi Tasweer bana loon ga

Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi
Dekhega nahi koi Palkon mai chupa loon ga

Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye
Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga loon ga

Weeran agar Dil ho Aankhon mai Andhera ho
Yaadon ke Diye apni Palkon mai saja loon ga

Manzoor agar hogi Ruswayi Teri Mujh ko
Mai beth ke Sahil se Toofaan utha loon ga

Naraz agar wo hain Mere Nasheman se
Mai apne Nasheman ke Tinkon ko hata loon ga

Kyun Mujh se Khafa ho ker wo Door gaye
Baanhon mai wo aa jayaen mai un ko Mana loon ga

Koi mousam bhi hum ko raas nahin

Koi mousam bhi hum ko raas nahin
woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin

aik muddat say dil k paas hay woh
aik muddat say dil udas nahin

jub say daikha hay shaam aankhon mein
tub say meray qayaim hawas nahin

meray lehjay mein us ki khushbo hay
us ki baaton mein meri baas nahin

Jitna Shaffaf hay tera aanchal
Utna ujla mera libaas nahin

samnay meray aik darya hay
hont sokhay hain phir bhi pyas nahin

jis ko chaha hay dil-o-jan say saqi
janay woh kion nazar shinaas nahin

Ek Roz Juda Ho Jaoon Gi...

Ek Roz Juda Ho Jaoon Gi.
Na Janay Kaha Kho Jaoon Gi.
Tum Lakh Pukaro Ge Mujh Ko
Per Lout Ke Main Na Aoon Gi.
Jab Aatay Jatay Chehro Main
Tum Chehra Mera Na Pao Gy
Thak Har Ke Din Ke Kaamo Se
Jab Raat Ko Sonay Jao gy
Dekho Gy Jab Phone Ko
Pegham mera Na Pao Gy
Tab Yaad Tumhain Main Aaon Gi
Per Lout Ke Main Na Aaon Gi
Ek Roz Ye Rishta Chhotay Ga
Dil Itna Ziyada Tootay Ga
Phir Koi Na Hum Sy Rooothay Ga
Main Na Ankhain Kholon Gi
Tum Sy Kabhi Na Bolon Gi
Aakhir Us Din Tum Ro Do Gy
Tum Apna Ye Dost Kho Do Gy
Ek Roz Juda Ho Jaoon Gi

Wafa ka is shehar main ...

Wafa ka is shehar main hum jesa suda-gar na mile ga aee doost,
Hum tu anson bi kharid lete hain apni muskrat de ka. . .

"Joke" wife to husband

Wife: Aj kuch asi baat karo jo mujy khush b kary or naraz b
Hasband: Tum meri zindagi ho or lanat hy aisi zindagi par

(Funny joke)

1 GHAR SE HAMESHA HASNE KI AWAZ ATI.
KISI NE KHUSH GAWAR ZINDAGI KA RAAZ POCHA

SHOHAR BOLA: BV MUJHE JOTA MARTI HY
LAG JAYE TO WO HANSTI HY NA LAGE TO ME HANSTA HOON...

Husband T0 Wife (funny joke)

husband tangh a kar khudkushe karne chala gaya ture dere bahad wapis a gaya wife ne kaha tum tu khudkushee kane gay the wapis kiyu a ge ho tu hasband ne kaha muje rastee me yaad aya ke muje tayerna nahy ata

"MOLVI T0 PATHAN "

MOLVI PATHAN SE:

GHUSAL K KITNE FARAAIZ HAIN?

PATHAN:3

MOLVI:SHABASH KON KON SE?

PATHAN:SHAMPOOO,SAABUN,AUR TOLIYA....

If I Could Have Just One Wish,

If I could have just one wish,
I would wish to wake up everyday
to the sound of your breath on my neck,
the warmth of your lips on my cheek,
the touch of your fingers on my skin,
and the feel of your heart beating with mine...
Knowing that I could never find that feeling
with anyone other than you.

ZINDGI NE HAQIQAT SE POOCHA !

ZINDGI NE HAQIQAT SE POOCHA !
SAPNA KIA HOTA HA?
HAQIQAT BOLI!......
BAND AANKHON ME, JO APNA HOTA HA
KHULI AANKHON ME WOHI SAPNA HOTA HA.

Waqt-E-DUA Mein Ek DUA Karun......

Waqt-E-DUA Mein Ek DUA Karun

Main RAB-E MOHAMMAD Se Ek Iltija Karun

Tu Khush Rahe

Tu Shaad Rahe

Teray DIL Ka Aangan Abaad Rahe

Tu Her Pal Yunhi Hansa Kare

Tu Phoolon Ki Manind Khila Kare

Teri Zindagi Mein Koi Ghum Na Ho

Teri Aankh Kabhi Num Na Ho

Tujhe Kisi Se Koi Gila Na Ho

Koi Dukh Tujhe Mila Na Ho

Teri RADD Kabhi DUA Na Ho

Teray LAB Pe Koi Sada Na Ho

Tujhay Bin
Mangay WO ATAA Karay

Teri Maaf Her Ek Khta Karay
(Aameen)

Ek Dil te lakh samjhawan walay...

Ek Dil te lakh samjhawan walay

Ek Dil te lakh samjhawan walay
Je samajh na aave te ki kariye

Dard Dil da hove ta seh layye
Je Dil hi dard ban jave te ki kariye

Jihnu Dil de rog sunaunde c

OHI rog de jave te ki kariye

Saady nal hi Jisdi dunia c
Je chadd tur jave te ki kariye

Asi aj v rahwan takde han
OH rah bhul javy te ki kariye

Kon Rakhta he yaad is Masroof Duniya me !

kon rakhta he yaad is masroof duniya me
<<>>
Aik hum he jo apni SaanSe lena Bhool jate hen per apne dost ko nahi

(“GUZARISH”)

“Kabhi Naraz Mat Hona”

Gilay Chahy Bohat Karna
Rulana or Boht Larrna
Suno Naraz Mat Hona

Kabi Aisa Jo ho Jaye
K teri Yad se Ghafil Kisi Lamhe jo ho Jaon
Bina Dekhe Teri Surat
Kisi Shab Main jo So Jaon
To Sapno Main Chale Aana
Mujy Ehsas Dila Jana
Suno Naraz Mat Hona.

Kabi Aisa jo ho Jaye
Jinhen kehna Zaruri ho
Wo Mujhse Lafz Kho Jayen
Anaa ko Beech Mat Lana
Meri Awaz Ban Jana!
KABHI NARAZ MAT HONA.

Kitni Hasrato ko Dil me Paal Rakha HAI.....

Kitni hasrato ko dil me paal rkha he

apne shaed mera nam khyal rkha he

har cheez pe to yaken nahi magar

ankho me abi b asuon ko sambal rkha he

me pareshan raha suba se shaam tak

ap ne hame kab ka taal rakha hai..

Khobsorat Subah!!!

kitni khobsorat si ho jati hai dil ki basti.

"FRaz"

jab kuch piyaray log subah subah yad atay hain

19 March 2011

Bazi-e-Ishq Kuch Es Tarah Se Harey Yaroo!!!

Bazi e Ishq Kuch Es Tarah Se Harey Yaroo
Zakham Per Zakham Lagey Dil Pe Humare Yaroo
Koi To Aisa Ho Jo Ghao Per Marham Rakhey
Yuun To Dushman Na Bunno Sare Ke Sare Yaroo
Bazm Main Ser Ko Jhukaye Huye Jo Bethy Hain
In Ko Mat Cheroo Yeh Hain Ishq Ke Marey Yaroo

Moum Ki Trah Pighltey Howey Dekha Usko........

moum ki trah pighltey howey dekha usko
ruut jo badli tu badaltey howey dekha usko
wo kantoon ko bhi nermi se chowa krta tha
hum ne pholon ko masltey howey dekha usko
janey kis gum ko chupaney ki tamna hy usko
aj her baat per hanstey howey dekha usko
janey wo mangey jata hy duaon mein kisey
haath uthatey hi sisktey howey dekha usko,,,,,,,

Maidan-e-Wafa Darbar Nahi Yahan Naam-o-Nassab Ki Pochh Kahan

Maidan-e-Wafa Darbar Nahi Yahan Naam-o-Nassab Ki Pochh Kahan
Kuch Ishq Kisi Ki Zaat Nahi Aashiq Tu Kisi Ka Naam Nahi
Ye Bazi Ishq Ki Bazi Hay Jo Chaho Laga Do Daar Kaisa
Gaar Jeet Gaai Tu Kia Kehna, Haray Bhe Tu Bazi Maat Nahi

Bitter L0vE.........,

Staying in Luv with someone Even if You know You can't be Together in Future
Is like
Standing Under The Rain Even U know U R Going To Be Sick But Still U stand There
Because It Feels Good!

"Iqrar'e Mohabbat Ehed'o'wafa sub jhooti sachi Baten hain"

Iqrar'e Mohabbat Ehed'o'wafa sub jhooti sachi Baten hain "IQBAL"
Har Shakhs khudi ki masti main bus apni Khatir Jeeta hai,

Koi Ghazal Suna kar kia karna?

Koi Ghazal Suna kar kia karna?
Yun baat barha kar kia karna?
Tum mery ho Tum mery ho..
Duniya ko bata kar kia karna?
Tum ehad nibhaao chahat say,
Koi rasam Nibha kar kia karna...?
Tum khafa bhi achay lagty ho,
Phir tum ko mana kar kia karna?
Tery dar py aah k bethy hain...
Ab ghar bhi ja kar kia karna?

Labon py Harf na Koi Sawal Rakhta tha!!

Labon py Harf na Koi Sawal Rakhta tha,
Kabhi jazbat main itna kamal rakhta tha,
Khabar kahan thi mujhy he wo Bhool jayega,
Ek ek cheez jo meri sambhal rakhta tha,
Magar nigah main so so Sawal rakhta tha,
Wo muskura k bhot dair chup raha jaisy,
Hansi ki aar mai shayad Malal rakhta tha,
Suna ha Log usay ab Bhot statay hain,
Jis ek Shakhs ka main itna Khayal rakhta tha,

18 March 2011

♥ LOvE ♥

Love
knows no reasons, love knows no lies. Love defies all reasons, love has
no eyes. But love is not blind, love sees but doesn't mind." ♥ ♥

Kaaash........Tum JAN sakty is MOHABAT Ko…..

Tum JAN sakty is MOHABAT Ko…..
Kaaash
Kash tum DEKH sakty…
Tuty huy dil ko
Behty huy ansuon ko
Is adhury mösam ko
Kash Tum PARH sakty…
Mery hathon ki lakeron ko
Khawabon ki taberon ko
Dil k afsanon ko
Kash Tum SAMJH Sakty…
Mery lafzon ki gehrai ko
Honton ki sachai ko
Mehfil ki tanhai ko
Kash tum JÖRR sakty…
Iss DIL ko.. ..
Iss RISHTY ko.. ..
Iss WADY ko.. ..
Lekin ye soch kr khamosh ho jata hun.. ..
KASH .. ..
Tum JAN sakty \"BEWAFA\" KI MOHABAT Ko……….
KAASH

Ek Aesa Shakhs ...........

Ek Aesa Shakhs Bhi Hai Meri Zeest Mai Mohsin
Jo Meri Umr Hai Aur Mai Us Ka Lamha Bhi Nahi

"Tere shaher teri soch se nikal jaaon gi"

Tere shaher teri soch se nikal jaaon gi

Kisi udaas sham main dhal jaaon gi



Tu Jo muker gaya hay her baat se apni

Dekh lena aik din main bhi badal jaon gi



Mat dikha mujh ko apna pashemaan chehra

Jab k tu janta hay main pighal jaaon gi



Chahe lakh terpoon tere intzaar mein

Mat lout k ana main sambhal jaaon gi



Tera hona itna zaroori tou nahin hay

Main tou yaadon k khilonon se behal jaon gi.

“Main aksar Ussy kehta hon,...

“Main aksar Ussy kehta hon,

Tum shor boht Machaati ho”

“Phir wo mujhse kehti hy”

Jab kalaai meri tum pakro gay..

Chorri to meri khankay gi..

Chorri ka shor to hota hy..

Jb pyar sy mujhe bulao gay..

Tab Dorr k main to aungi..

Phr Paayal meri khanky gi..

Paayal ka shor to hota hy..

Jb bindiya meri Chamky gi..

Ye Aankh me teri Damky gi..

Jazby phr shor Machayen gay..

Jazbon ka shor to hota hai..

Zulf meri suljhaaty hue..

Jb Gajray ko Bikhraao ge..

Tab Saansain meri Mehken gi..

Saanson ka shor to hota hy….

`...Khafa Hai Mujh Say Mujhy Pareshan Karta Hai...`

Khafa hai mujh say mujhy pareshan karta hai
Ajeeb shaks hai khud say badguman karta hai

Na meri parwah hai na mery haal ki kuch khabar
Salook wo karny laga hai jesay anjaan karta hai
...
Wo mery zikr pay uktana mujh say katra kar guzar jana
Aesa lagta hai jesay wo doori ka saman karta hai

Pehly to mujh say milna hi aehem tha jis k liye
Ab milta bhi hai to jesay aehsaan karta hai

Taluk torna hai to aa k keh day mujh say
wo aesi batain gairon say bayaan karta hai

"Things to Remember"

(1) Don't walk in front of me, I may not follow. Don't walk behind me, I may not lead. Walk beside me and be my friend.

(2) Many people will walk in and out of your life, but only true friends will leave footprints in your heart.

(3) lawyer without books would be like a workman without tools.

(4) People are like stained glass windows: they sparkle and shine when the sun is out, but when the darkness sets in their true beauty is revealed only if there is a light within.

(5) Your task is not to seek for love, but merely to seek and find all the barriers within yourself that you have built against it.

(6) Never look down on anybody unless you're helping him up.

(7) The worst way to miss someone, is to have them sitting right next to you & you know you can never have them

(8) Life has taught us that love does not consist in gazing at each other but in looking outward together in the same direction...........









""MERI TAKMEEL ""

MERI TAKMEEL ME HISSA HAI TUMHARA BHI BAHOOT..
ME AGAR TUM SE NA MILTA TO HAMESHA ADHURA HI REHTA..

:-) Sweet Joke..

Hamari qismat ka ye pehlu to zara dekho
“Faraz”
jab mei ne usay kaha: “I love u”
wo boli:
Laala maikoon English nai andi Asaan taan saraiky hayen

"Golden Sayings"

1- A true friend is someone who knows there's something wrong even when you have the biggest smile on your face.

2- If you have one true friend, you have more than your share.



"Us Kay Nazdeeq Ghum-e-Tark-e-Wafa Kuch Bhi Nahin"

Us Kay Nazdeeq Ghum-e-Tark-e-Wafa Kuch Bhi Nahin
Mutmain Wo Aise Hai Jaise Howa Kuch Bhi NahiN

""Usay Fursat nhi Hamain Yaad Krnay ki""

kaisa waqt ha usay fursat nhi hamain yaad krnay ki.....
kbi wohi shaks hmari hi sansoo se jiya krta tha......

"Ab ke yuN dil ko Sazaa dii hamne"

ab ke yuN dil ko sazaa dii hamne
us kii har baat bhulaa dii hamne
ek, ek phuul bahut yaad aaya
shaaKh-e-gul jab vo jalaa dii hamne
aaj tak jis pe vo shermaate haiN
baat vo kab kii bhulaa dii hamne
shah’r-e-jahaaN raaKh se aabaad huaa
aag jab dil kii bujhaa dii hamne
aaj phir yaad bahut aaya vo
aaj phir us ko du’aa

Apne hathon ki lakeeron se mita don tujh ko?

Apne hathon ki lakeeron se mita don tujh ko?
Kaise mumkin hay k main aise dagha don tujh ko
Sochta hon main kisi tor bhula don tujh ko
Apni yaadon se kisi roz mita don tujh ko
Tu na mil paye mujhe aisi Dua don tujh ko
Hosla hota nahin dagh e wafa don tujh ko
Mere daman mein andheron k

Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha

Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Per dharkanon ne Usi ko Khuda banaya tha
Main khawab khawab jise doondhta phira barson
Woh ashk ashk meri aankh mein samaya tha
Tera qasoor nahin jaan ,meri tanhayi
Yeh roag main ne hi, khud jaan ko lagaya tha

Understanding

True understanding must prevail,
So that our love will never fail;
And if our thoughts don't harmonize,
We both should try to compromise.

Wafa Ki Talash Main

Insaan Ke Kandhe Pe Insaan Ja Raha Hai
Kafan Main Lipta Hua Ik Armaan Ja Raha Hai

Mili Bewafai Jisko Dunya Main
Wafa Ki Talash Main Qabristan Ja Raha Hai

Jaksa Agung Baharudin Lopa

Jaksa Agung Baharudin Lopa

Usai sudah lagu-lagu ceria menyambut pagi



Kutuang segelas air putih, meneguknya tuntas

kau bicara di ujung sana,

menyampaikan kabar

pada kami

pada kita semua



Sebuah berita kematian menusuk embun



mentari terlonjak

burung berhenti bersenandung

alam berkabung

terdiam

dengarkan bisik angin!

"sebentar lagi, tanah ini semakin retak!"



Sebuah lagu didendangkan



Kunyalakan sebatang rokok, menghembus asap

kulihat ada yang tertawa, dalam asap

menyambut suka cita, sebuah kabar duka

Because Of You!!

Because of you
my world is now whole,
Because of you
love lives in my soul.
Because of you
I have laughter in my eyes,
Because of you
I am no longer afraid of good-byes.
You are my pillar
my stone of strength,
With me through all seasons
and great times of length.
My love for you is pure
boundless through space and time,
it grows stronger everyday
with the knowledge that you'll always be mine.
At the altar
I will joyously say 'I do',
for I have it all now
and it's all because of you.

Adatean .....

Ungilioun ko taraash doon ae "Bewafa" pher bhe
Adatean us ka naam likhain gie.

Wafa Kaisi? Kahan Ka Ishq?

Wafa Kaisi? Kahan Ka Ishq? Jab Sar Phor'na Thehra
To Phir Aee Sangdil Tera Hi Sang-e-Asta'an Kiun Ho?

WAFA ki kaliyan............,

Tere zulfoon mein saja kar mein WAFA ki kaliyan...........
apnay daaman mein liye phirta hoon mein ilzam k phool......

!!!............... Khaloos..........!!!

Tang aa ke hum Jo bechnay Niklay wafa Faraz
Logon Ne Phir Khaloos ke bhao Gira diye.. !

Koi apna bhi nhi aur koi paraya Bhi nhi ......!!!

Koi apna bhi nhi aur koi paraya Bhi nhi ......
Ye Kaisi Dhoop hai Jis ka Saya Bhi Nhi ............
Jis Shakhs ko Chaha Zindagi Ki tarha...............
Us Sy Door Bhi rahy Aur Bhulaaya Bhi Nhi ..............










17 March 2011

Ae jawan rah-e- junoon ...............

Fana na kr apni zindgi ko ae jawan rah-e- junoon mein
tab karega ibadat jab gunnah krne ki taqat na hogi

!!.......phir aj muskra k unhoo ne kia slaam........!!

phir aj muskra k unhoo ne kia slaam
aey "bewafa" phir ik zra c aas pe jeena parra

Zindgi Say Wafa

main nadan tha jo "wafa" ko talash krta raha
"""bewafa"""""""""
yee b na socha k apni sans b aik din "bewafa" bn jaey gi

""Aj Ham unhain bay wafa bataa kar aye hain""

Aj Ham unhain bay wafa bataa kar aye hain

Un k khaton ko paani main bahaa kar aye hain

kOI nIkaal kar parh na lay ...............Unhain..!

Is liye Paani main bhi Aag Lagaa kar aye hain.

Something Very True!!

“It hurts to love someone and not be loved in return,
but what is the most painful is to love someone and never find the courage to let the person know how you feel.”

Iqbal's Poetry!!

sajdon k ewiz fardoos milay ye baat mujhe
mnzoor ni
be-loos ibadat krta hoo banda hon tera
manzoor nahi

""Mujh se ye log kehtay hain""

Mujh se ye
log kehtay hain
Kahan DiL chhor aaye ho?
Bohat
chup chaap
…rehtay ho
Na bantay
na sanwartay
Ho Na koi baat
kartay ho
Bhari Mehfil mein bhi aksar
Hamesha khoye
rehtay ho
Uddasi
aankhon mein
le kar
har ik
chehray ko
tuktay ho
koi jab yaad
aata hai
Tu Thandi aah
bhartay hoTu khul kar
Q nahi kehtay
kisi ko yad
krtay ho

Lafzon ki Justuju mein sub kuch Ganwa dia..!!!

Lafzon ki Justuju mein sub kuch Ganwa dia..
Wo ChaL dia’ Mein Tarz-e-Adaa Dhoondta raha..
Usko Kisi ne RAB se maang liya aur "bewafa"
Sajdey men Gir k Harf-e-Dua dhoondta raha

""Na pooch mere sabar ki intaha kahan tak hai""

Na pooch mere sabar ki intaha kahan tak hai
tu sitam karle teri taaqat jahan tak hai
wafa ki umeed jinhein hogi unhein hogi
humne tu dekhna hai tu bewafa kahan tak hai..

""Bhig Jaati Hain Palke Meri Jab Yaad Unaki Aati Hain,""

Bhig Jaati Hain Palke Meri Jab Yaad Unaki Aati Hain,
Tham Lete Hain Hato Mein Hath Jab Wo Pas Aati Hain,
Sukh Jaate Hain Honth Lafz Kuchh Keh Paate Nahi,
Khwab Mein Hi Dekh Lete Hain Kyu Ki Wo Pas Aate Nahi

Wafa.........!!!

Jane kya sOoch ke lehrein sahil se takrati hain,
Aur phir se laut jati hain.. !
Samaj nahi ata ke wOh kinarO se bewafai karti hain,
Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain

"Bichrna “MOAT” jesa hai"

Bicherny ki aziat kO..
Ager tum janna chahO..
To kuch pal kO..
Zara sAans apni roOk lyna..
Tumhain mehsoOs ye hOga..
……K.. aey "bewafa"
Bichrna “MOAT” jesa hai

""Aaj ku Baithy Ho Naraz Hum Sa""

Aaj ku Baithy Ho Naraz Hum Sa
Dil Tor Baityh Ho Khafa Ho Hum Sa
Narazge Ki Bat Ha To Rooth Jawo Hum Sa
Par Roothny Ke Wajah To Koi Poochaa Un Sa..!

"""Teray Wadon Pay Ahtabaar Kar Kay"""

Gul Na Murjhaye Tera Intazar Kar Kay
Kheezaan Na Karna Zindagi Bahaar Kar Kay
Aaj Bohat Pachtana Para Hum Ko Zalim
Teray Wadon Pay Ahtabaar Kar Kay

""Subha ka Aagaz Mumkin hi Nhi Uski Yad k Baghair ""

hr rat usay bhool janay ka irada kr k so jata hon
mgr meri subha ka agaz mumkin hi nhi uski yad
k bager

Aye meri zindagi tuhi bata tu meri kya lagti hai.???

Ab to kuch apni tabiyat hi juda lagti hai,
Saans leta hu to zakhamo ko hava lagti hai,…
kabhi hum se razi to kabhi hum se khafa lagti hai,

Aye meri zindagi tuhi bata tu meri kya lagti hai.?

“MUJHE PYAR HAI TUM SE”

Us ne Raat k andhairay men..
.
Meray haath ki hatheli pe..
.
Likha tha apni ungli se..
….
“MUJHE PYAR HAI TUM SE”
.
Jane kaisi siyahi thi woh…
"bewafa"
.
K mitti bhi nahin aur dikhti bhi nahin..

Bhoola Sathi Yaad Ayaa................!!!!!

ہوئی آنکھ نم اور یہ دل مسکرایا
محبت کا جب بھی کہیں ذکر آیا
تو ساتھی کوئی بھولہ یاد آیا
اس طرح رسم الفت ادا کیجیے
دل کسی کا نہ ٹوٹے دعا کیجیے
...کبھی ریت پر گھر کسی نے بنایا
تو ساتھی کوئی بھولہ یاد آیا
روٹھ جاتے ہیں بن کے مقدر یہاں
چھوٹ جاتے ہیں ہاتھوں سے ساغر یہاں
کبھی سرد شبنم نے گھر کوئی جلایا
تو ساتھی کوئی بھولہ یاد آیا

!!!................Bewafa Sy Wafa..........!!!

دل بہل جائے گا، اس کا مجھے اندازہ ہے
بات یہ ہے کہ مرا زخم ابھی تازہ ہے

جانے کس طرح صبا تیری خبر لائے گی
میرے زنداں میں نہ روزن ہے نہ دروازہ ہے
...
ہاں ترے جبر کی شہرت بھی بہت تھی لیکن
اب تو بستی میں مرے صبر کا آوازہ ہے

جتنے بھی دکھ تھے مجھے سونپ دیئے ہیں
دینے والے کو مرے ظرف کا اندازہ ہے

"...............Dil Ki Duniya............"

اے دل دل کی دنیا میں ایسا حال بھی ہوتا ہے
باہر کوئی ہنستا ہے اندر کوئی روتا ہے
اے دل! کوئی پہچانا نہیں کسی نے یہ مانا نہیں
کسی نے یہ جانا نہیں کسی کو بتانا نہیں درد چھپا ہے کہاں
تو نے مجھ سے وفا نہیں کی تجھکو کیسے وفا ملے گی
...تو نے مجھکو درد دیا ہے تجھکو کیسے دوا ملے گی
سینے میں اٹھتےہیں ارمان ایسے
دریا میں آتے ہیں طوفان جیسے
کبھی کبھی خودہی ماجھی کشتی کو ڈبوتا ہے
باہر کوئی ہنستا ہے اندر کوئی روتا ہے

HAATHON KI LAAKERAIN.....!!!

NA EHAD-O-PEEMAAN ALAG
NA DEEN ALAG, EMAAN ALAG
NA SUR SANGEET NAGHMAAT ALAG
THI SARI BAAT LAKEEROON KI
TERE HATH ALAG
…MERE HATH ALAG…..!!!

Tumhain koi Hum sa mil jaye......!!!!

Hamain koi tum sa mil jaye ye na-mumkin sahi lekin…..
Tumhain bhi hum sa mil jaye mushkil sa lagta hai…!!!~~

Aj k baad....!!!

Aaj key baad koi baat na honey dein gey hum
Teri ankhon main barsat na honey dein gey hum
Aaj key baad din hi tera mukader hoga
Teri khushion ki kabhi raat na honey dein gey hum

Muje Kaise Yakeen aye......!!!

muje kaise yaqeen aye Muhabat Tum ne b ki hey,
tumhe jab b kabhi daikha sada khush bash hi paya,
hamesha hanste rehte ho kabhi rotay nahi paya,
kabhi ghamgheen nahi daikha hamesha mast rehte ho,
Muhabat karne walo par kabhi masti nahi chati,
.........kabhi ronaq nahi ati na wo sarsabz hotey hen,
Muhabat karne wale dil hamesha zard hote hen,
to phir kese yaqeen karlun Muhabat Tum ne b ki hey.......
wafa

Zindagi Mooj hai Kinaara Nhi

Tu nahin tera isstiaara nahin
Aasman per koi sitara nahin
Voh merey samney sey guzra tha
Phir bhi main chop raha……pokara nahin
Voh nahin milta aek bar hameyn
Aur yeh zindagi dobarah nahin
Har samander ka aek sahel hai
Hijr ki raat ka kinara nahin
Ho sakey to aek nigah kar leyna
Tum peh kuch zoar hamara nahin
Naao oolti to yeh hoa maaloom
Zindagi mauj hai kinara nahin.

Zindgi Say Wafa

wo pyar ka sabut dikhaya karta tha..............
ansu baha kr humein manaya karta tha........
ye zindagi sirf tum s wabasta hai..................
aksr ya bat humein batya karta tha...............
uski bato mai kuch aysa asar tha .................
...main barish ky bina hi bheeg jaya karta tha....
sony ki fursat kisy thi wo humein sari rat jagaya karta tha.........
bechani jab had sy bhar jati thin .............................
wo jee bhar ky galy lagaya karta tha.......................
wo itni muhabat karny wala badal gya..................
jo har bat par meri qasmy khaya karta tha..............