18 March 2011

"Us Kay Nazdeeq Ghum-e-Tark-e-Wafa Kuch Bhi Nahin"

Us Kay Nazdeeq Ghum-e-Tark-e-Wafa Kuch Bhi Nahin
Mutmain Wo Aise Hai Jaise Howa Kuch Bhi NahiN

2 comments:

  1. Nice
    Be-loas mohabat ka silla youn na dia kar
    Apnon ko to nazdeek se pahchaan leya kar!

    Har lamha na apny taraf daikh k khush ho
    Aoron ke bhe takleef ka ehsaas kia kar!

    Ujray huay logon se guraizaan na hua kar
    Halaat ke qabron k qatbay bhe parha kar!

    Har waqt ka hansna tujhay barbaad na kar de
    Tanhaey k lamhon main kabhe ro bhe liya kar!

    Apnay he shab-o-roz main abaad raha kar
    Ham log buray log hain ham se na mila kar!

    Tu subh-e-baharaan ka haseen khwaab hai
    Phir bhe ahista zara oas ke boondon pe chala kar!

    Aey dill tujhay dushman ke bhe pahchaan kahan hai
    Tu halqa-e-yaraan main bhe mohtaat raha kar!

    Wo aaj bhe sadeon ke masafat pe khara hai
    dhoonda tha jisay waqt ke dewaar gira kar!

    Us shakhs k tum se bhe marasim hain to hon ge
    Wo jhoot na bolay ga mairay samnay aa kar!

    Kea janeay keon taiz hawa soach main gum hai
    Khabeeda parindon ko darakhton se ura kar!

    Es shab k muqadar main sahar he nahe Mohsin
    Daikha ha kae baar charaghoon ko bujha kar…

    SEO Servisec

    ReplyDelete